Saturday, August 27, 2016

Shahad-va-shakkar se shiiriiN Urdu zabaaN hamaarii




urdu hai jiska naam ham hi jante haiN daagh
saray jahaN mai dhoom hamaari zabaN ki hai

lutf-e-goyaaii emN terii ham_sarii mumkin nahiiN ho taKhaiyul kaa na jab tak fikr-e-kaamil, ham_nashiiN! haaye! ab kia ho gaii HindostaaN kii sar_zamiiN aah! nazzaarah_aamoz-e-nigaah-e-nokta_chiiN gesoo-e-URDU abhii minnat_pazeer-e-shaana hai sham'a yeh saudaaii-e-dil_sozii-e-parvaana hai'Allaamah Iqbaal unkii nazm "Mirza Ghaalib" sae maaKhooz band"bazm-e-yaaraan-e-sukhan houti rahegi raushan ishq-e-urdu meiN bahal jaataa hei parvaanaoN kaa man kaun laayegaa magar bhool ke bhi mushk-e-khutan kaun baaqi rahaa mastaana-e-sehbaay-e-sukhan aek ik karke houe jaate heiN rukhSat pyaare dasht-e-bedaad se Thukraaye houe bechaare koiee jaataa hei tou phir lauTke aataa hi nahiN aur jo aaye use kaaTne lagti hei zameeN tum se shikwah nahiN dunyaa se shikaayat hei mujhe apni ruswaayi bhi ik Tarz-e-muHabbat hei mujhe kaun kehtaa hei bhalaa khwaahish-e-daulat hei mujhe kuch hei pyaari tou faqaT apni sharaafat hei mujhe kis TaraH tum se kahooN kitni muHabbat hei mujhe kis TaraH tum se kahooN kitni muHabbat hei mujhe.dekhe koii bahaar-e-baagh-e-sukhan hamaari urdu zabaaN meiN ham ne lafzaoN ke gul khilaaye.nahin khail ay daag yaroon se kahdu kh aati hey urdu zaban aatey aateykyaa kyaa nah gul khilaaye heiN is meiN rumooz-e-fun ham shaan kyaa bayaaN kareN urdu zabaan ki.ik voh ke zabaanoN ki rasaai se hai baala ik maiN ke mujhe Theek se aati nahiN UrduUrdu hai jis ka naam hamiiN jaante haiN :Daagh: saare jahaaN maiN dhum humaari zubaaN ki hai-

urdu zabaaN meiN rang-e-sukhan dekhne kaa hei kyaa kyaa nah funn-e-sheAr ke is meiN khile gulaab.
Shahad-va-shakkar se shiiriiN Urdu zabaaN hamaarii, hotii hai jis ke bole miThii zubaaN hamaari!Urdu hai jis ka naam hamiiN jaante haiN :Daagh: saare jahaaN maiN dhum humaari zubaaN ki haiurdu hai jiska naam ham hi jante haiN daagh




No comments:

Post a Comment